![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Na main paas usko bula saka
Na main dil ki baat bata saka ! Woh hansi hansi main hi chal diye Ke main hoth tak na hila saka !! Yun hi sochta raha door talak Magar usko kuch na bata saka !!!! Ye maqam hi tha ajeeb sa ke Main khud ko bhi na bacha saka ! Wo juda bhi aise hua ke main Koi rasam tak na nibha saka!!! @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@ |