![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Aa gaya hai mujh ko tarap tarap k jina,
tmhari judai mai sisak sisak k jina, paai hai saza mai nay tu dil laganay ki, ab ho gaya hai duswar tmharay bina ye jina, hoga pachtawa tm ko zarur baywafai ka, ku k kar diya hai mai nay tmharay nam apna ye jina, ab tu chahat nai hai GUM ko jinay ki zara si b, per iktayar nai hai mera paray ga tu mujh ko jina, <<GUM-E-DIWANGI>>
|