![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Manzil talashi rah khatam hone tak,
manzil na mili ye mukaddar ka khel tha, Chahat na mil saki usko ibadato se.. Lakiron mein milan ka kahan mail tha, kisne kab paya kismat se zyada... tuta gurur pane ka jab jana ye huzur tha, Yun to zadozehad kam na thi deewane ki , par kya kare khuda ko shayad kuch aur hi manzur tha. |