![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Khilkhilati dhoop thi suraj sar chad aaya tha
phir yu mausam badle aur sawaan ghumad ke aaya tha thi woh tumse pehli mulakat min tumse milne aaya tha badli abki phir ghataye mausam bhi khil aaya tha yeh the "HUM" aur "TUM" jab pyaar jabaan pe aaya tha badle hue is mausam me har phool khushboo laya tha har tharaf thi sirf sard hawaain jab pyaar tumse paya tha.. naa jaane ab kyon hui badli .. jab pyaar parwaan pe aaya tha un sard hawaoon ke bich ek garm sa jhoka aaya tha badal gayi thi meri duniya jab tumko badla paya tha... reh gaya the sirf "HUM" aur na the "TUM" jab sab khatm hone aaya tha thi tumse mulaqat agar BARISH KI PEHLI BOOND to abki PATZAD HONE AAYA THA ...... |
|
#2
|
||||
|
||||
|
AB TO DIL BEKRAR REHTA HAI
TUJHSE MILNA HAI BAS YE HI KEHTA HAI ANKHEN TERE CHEHRE KO TARSTI HEN TUJHE DEKHNE KI As RAKHTI HEN HONTHON KO TUMSE BAATEIN KARNE KA INTEZAAR HAI UNE HAR PAL TERA NAAM LENE SE IQRAR HAI |
|
#3
|
|||
|
|||
|
thanx nilesh ..u added jewels to the beauty
|
|
#4
|
||||
|
||||
|
tamannaaon ko zindaa aarzuon ko jawaan kar lun
yeh sharmiili nazar kah de to kuchh gustaakhiyaan kar lun bahaar aaii hai, bulbul dard-e-dil kehti hai phulon se kaho to main bhi apnaa dard-e-dil tumse bayaan kar lun hazaaron shokh armaan chutkiyaan le rahe hain dil mein hayaa unkii ijaazat de to kuchh be-baakiyaan kar lun koii suurat to ho duniaa-e-faani mein bahalne ki thahar jaa aye jawaani maatam-e-umr-e-ravaan kar lun mujhe dono jahaan mein ek voh mil jaayenge agar to apnii hasraton ko be-nayaaz-e-do-jahaan kar lun |