![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
kohishe hazar hoti thi par jawaab ek hi hota tha
hasti thi yeh duniya saari aur yeh dil hamesha rota tha ek tumhari jhalak ke liye yeh raat raat na sota tha in jagti aankhon mein tumhara hi sapna hota tha hote the izhaar roz magar inkaar hi jawaab hota tha kyon girke uthta tha main yeh kabhi na maine socha tha sochta bhi to kaise bhaane izhaar ke hi sahin main tumhare paas bhi to hota tha.... |
|
#2
|
||||
|
||||
|
aap pe kurban meri yaari hai
has ke mar jaye iski bhi taiyari hai yeh silsila na khatam ho shayari ka hamne to rashm nibha di, ab aap ki baari hai |
|
#3
|
|||
|
|||
|
zabardast thx for sharing
|