![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Ishq mein hamein karkey barbaad
Aaj woh ghar basaney chaley hain Ashian jal gaya hamara Woh dil behlaney chaley hain Mohabbat ko hamarey Koi ilzaam na do Nakaam hai yeh Issey bad naam na do Ishq humney ki thi Koi dillagi nahin Jafa usney ki hamesha Wafa seekhi hi nahin Uskey khamiyon ki Hum sazaa seh rahey hain Hothon par hai muskurahat Ashq peekey jee rahein hain |
|
#2
|
|||
|
|||
|
very well written thx for sharing
|
|
#3
|
||||
|
||||
|
Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne |