![]() |
|
|
#1
|
||||
|
||||
|
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi Kise majaal kahe koi mujh ko deewana Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi ashwani_m23@yahoo.com |
|
#2
|
||||
|
||||
tera mujh par pura haq hai; Jo chahe tu maang le mujhase... apane haq ki baat ko kah kar; mujhase............................... |
|
#3
|
||||
|
||||
|
Jinako basaayaa tha dil men hamane;
Unase do kadam saath chalaa na gayaa... Punchhaa jo kyun kiyaa aisaa unho ne; Muskuraa kar bole,"bas nibhaayaa na gayaa." BASICLLY NEW OFFER IS ALWAYS BETTER.... ![]() |
|
#4
|
||||
|
||||
Apani jindagi ko girawi rakh kar kharidaa tha jinhe; Wo sare baajaar hame niilaam kar gaye............... |
|
#5
|
|||
|
|||
|
bohot achi hein sub keep sharing
![]() |