![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
na rokey aaj hamey koi dard mein doob jane de
jitney bhi ansoo kaid hai aaj unko bahane de suna hai humney pani ki dhaar se patthar bhi katjate hain dekhenge haal pe mere kya sang dil bhi pigal jatey hain arey teez bijli ki dhaar bhi na unhey kaat saki ansoo toh unkay saamney yuhi bekaar mein behjatey hain pyaar ki ulfat unko kya maloom hai jinkey jasbaat daulat ke samney bik jaatey hain |