![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
yaad na kar tu woh haseen pal zindagi key,tujhko aur bhi woh rulatey hain
lakh chahey tu rok le ashqoon ko ,phir bhi yunhi nikal aatey hain sachi mohabbat karne valoon ka hota hai yahi hal har baar kashti mein sawaar sab hote hai bas wohi akele kinaroon pe teher jate hain |