![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
``dard ka rista kaise banaye yaroo
apna dard kisi aur ko Q dekhaye yaroo`` ``kuch keh ke bhi nahi bataya kabhi aus baat ko kaise kahein bataoo yaroo`` ``zakham apna payara hai mujhe logo Q marham hum lagayein bataoo yaroo`` ``jis ka muntazir thha woh na aaya kabhi aus ka deed kaise kare batoo yaroo`` ``jin ke intizar mein pathra gayi ankhein meri kaise ashkh in ankhoo mein aaye batoo yaroo`` ``khush hai woh hum se bicheD ke zamane mein ek IMTIAZ he saad Q nahi tanha bataoo yaroo`` |