![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Har pal kisi ka chere yu aankho mein sama jata hai
Khawab bhi haqeekat ka roop le samne aata hai Raat din aankho mein anjana surur rehta hai Hawa ka jhoka kisi ki khushbu udaa lata hai Yuhi jab baato mein unka jikar aata hai Ankho mein sharam ka samandar nazar aata hai Tasvir banate rehte hai unki bikhre badlo par Tanhiyo me seene se takiye ko lagaya jata hai Kore kaagzo par likhte hai baar baar naam unka Phir unhi kaagzo ko phadkar mitaya jata hai kaano me mere gunjati hai unki aawaz aaise Raat ke Andhero me jaise koi dur se bhulta hai Apni parchiyo mein unka aks dhundte rehte hai Anjane chero me bhi unka chera nazar aata hai |