![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
dawa nah ab karey asar, shayad kisi dua mein ho asar
hota hai dard bada ye, kyunki chaha use umar bhar meri aur mere pyaar ki, na thi use koi khadar thokar ham khathey phire, rahoon mein dar ba dar sun le ye har koi, aaj ke zamaney ke pyar ka koi agar kare bharosa, tho hota hai yahi hashar duniya kehthi hain mujhe jugnoo kyunki jaagtha hoon raath bhar arey jalta hoon main tho zaroor roshan hota hoon raat bhar kya pata kisi ban jaye zindagi bas ek jugnoo ki roshni par |