![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
bahuth aazmaliya tune mujhe aur mere pyaar ko
gawaan ke sab kuch apna sawaara tere is sansaar ko kya mila wafa ka mujhe abb ye sila ek pal paraya bana tune apne pyaar ko soochtha hooh jab bhi woh teri pyaar bhari batein woh chup chup ke milna aur woh haseen ratein kya jhoothi kasamoon mein bhi itni mithas hoti hai sach samajh baita tha main woh sab teri sougatien na karo kabhi kisi se itan pyaar aur karo kisi ka itna tum aitbaar zalim duniya ko khabar nahi in jasbatoon ki jab samajh ye aiye hojata hai jeena dushwaar |