![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
ek raat achanak dil pe dastak hui thi
mai ne kaha kis ko itni jurrat hui thi jawab aya badi dil nashee awaz mai mai hu tumhari sham wo sehar tumhari zindagi ka humsafar tum hi mere dil ki kali ho chahe manzil kaun si gali ho aur yaqeenan wo tha mera muqaddar meri zindagi ka humsafar shamil thi wafa us ki har ek ada aur wahi tha mera manzur-e-nazar ishqia |