![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
kush naseeb woh hota hai jise tera saath mila hai ,
kasti ko sahil tab milta hai jab samundar saath de , mohabbat ka ashiya tab basta hai jab sanam saath ho , isliye dar par tere mein hu khardee , tujhko pane ki aasa mein , mansube liye tujhe apne manzil banae k , tera haath apne haath mein liye , yeh zindagi ka safar kushi se guzar ne k liye, har ek pal ko jee jane k liye , is zindagi ko haseen banane k liye |
|
#2
|
|||
|
|||
|
Dekha hai jab se tumko humney
Aur kuch nazar aata nahin Kya karein tumharey sivaye Dil ko koi bhata nahin Mat poocho kaise beet-tey hain woh pal Jab hota nahin deedar aapka Dil mein hi ghar bana lijiye Naa karna padey intezaar aapka 'Aie Kalam(pen)' zara sambhal kar chal yeh mere adab ka mukam hai kahin chubh naa jana tu usko teri noak ke neeche meri zindagi kaa naam hai |
|
#3
|
|||
|
|||
|
Hamari vafa ki tumahari jafa zaroori hai
tumhi batao mohabbat main kya zarooro hai nazar jhukane ke pahle nazar mila leeje na dekhne ke liye dekhna zarooro hai. |
|
#4
|
|||
|
|||
|
Mujay marjana hai
Marjana dijeya Mujay pyar nahi chahiya Mujay zeher dijeya Dil dake apko yea kya kiya humnay Apni mout ko sandasa diya humnay Jhooti thi theri kasam Jhoota tha thera saath Tumnay to sirf chaha tha mera jisam Phir kyon kayi woh kasam |