![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Kyon khush ho jata hun main
tumhari khushi dekhke kyon ho jaata hun main hataash tumhein udaas dekhke chahak sa uthta hun main kyon jab milne ki baari aati hain par kyon milne baad ghanto neend nahi aati hain aankhein band karne se kyon yaad tumhari aati hain par jab khulti hain toh kyon phir tu samne aati hain aanso tere tapakte hain to main kyon sisakta hun jara si tu hasti hain toh main kyon nikharta hun jab bhi dekhta hun tumhe bas yeh sochta hun pucho tumse ya tumse kahun rakhun dil mein ye baat ya keh dun sun jara bas itna bata Main aisa kyon hun Main aisa kyon hun... |