![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Zindage Jaisa Saza se hogai hai
Gaam ka sagar main istarha sa khogai hai tum najana chor kar mujh Ya Guzarish hai mare shayad mujh tumhara addat se ho gai hai |
|
#2
|
|||
|
|||
|
Tumne apne zulfoN ko is tarah bikhera hai
ek taraf ujaala hai, ek taraf andhera hai |
|
#3
|
|||
|
|||
|
Buttering kar rahe hien mr. Mienhoonana ji !!
Anyways thanx.. ![]() |
|
#4
|
|||
|
|||
|
na misaal milegi tere husn ki iss kaynaat main,
tu itni kasis bhari khoobsurti kahain se layi hai, labo hain maykhane aur ankhain chalakte pamane, aye khuda jaane aaj kis kis ki shaamat aye hai. |
|
#5
|
|||
|
|||
|
Shach Mein kissi ki aadat paad jaye to insaan nikaama ho jaata hai ya Ishq mein yahi haal hota hai.
|
|
#6
|
|||
|
|||
|
Gaam hi peene ko hai, gaam hi khane ko hai,
ye to ghar ka diya ghar jalane ko hai. |