![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai
Nigaah ko kisi soorat ki pyaas rehti hai Tere bina zindagi mein kami toh nahi Phir bhi tere bina zindagi udaas rehti hai Wo lamhe humein yaad na rahe toh kya hoga Tere siva kuch bhi aabaad na rahe toh kya hoga Aisi hai yeh dil ki majbooriyaan kaise batau Inn saanson mein ab tera naam na rahe toh kya hoga Zakhm aisa diya ke koi dawa kaam na aaye.. Aag aise lagayi ke paani se bhi na bhuj paaye,, Aaj bhi rote hain hum unhe yaad karke... Jise hamari yaad kabhi na aaye... Duao ki bheed mein ek dua hamari Jis mein maangi hai humne har khushi tumhari Jab bhi aap muskuraaye dil se Samjho dua kabool hui hamari Mere dil ki yahi thi khwahish tujhe apna bana saku Dard-e-dil ka haal suna saku Tum ne kabhi dekha hi nahi meri taraf pyar se Mauka mila hi nahi ki main dil ki baat tumhe bata saku ---------- - Chahat Play this exciting game: A real challenge for you http://www.JokesDuniya.com |