![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Har us doobti kashti jiska nakhuda nahi hota
Us hi doobti kashti ka khuda hota hai Zameen per bhaij diya, khair muslihat uss ki Tum ko to chaand banana tha aasmaan kay liye Jo nickal pada hai jihad ki raah pe to phir Kaun hai woh buzdil jo aapni jaan ki parwah karne wala hai. Bikhar gaya mai ek jhooke main hawa ke Magar phirbhi na bhula paya wo gum jo diya tha dil ne aapke. Toote hue khawbao(dream) se thi zindagi meri Tera aane se khawb judh ke haquikat ho gayi. Murjhae hue phool ki tarha tha main tum aagaye To raonake-e-mahek aagaye. Itna math hason lut jati hai chehre ki yeh raonak Thoda sa muskurado iss hi main hai allah ki rehmat. ---------- - Chahat Read this funny joke Waiting for the teeth http://www.JokesDuniya.com] |