![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Wafa ruswa nahi karna
Suno! Aisa nahi karna Main pehlay hi akela hon Mujhe tanha nahi karna Meri in jheel ankhon ko kabhi sehra nahi karna Judai bhi jo aa jaye to dil chota nahi karna Bohat masrof ho jana mujhy socha nahi karna Bharosa bhi zarori hai magar sab ka nahi karna Muqadar phir muqadar hai koi dawa nahi karna Meri takmeel tum se hai mujhy aadha nahi karna Jo likha hai wohi ho ga kabhi shikwa nahi karna. ---------- - Chahat Women are impossible to please http://www.JokesDuniya.com |