![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Saawan ka mausam tha
Poonam ki raat thi Mein uske paas tha Woh mere karib thi Fir woh mere paas aayi Aur thodi si ghabraayi Jab meine uska haath pakada To woh thodi si sharmaayi Usne kaha aaj hum Aise bandhan me bandh jaaye Jise duniya ki Koi taakat na tod paaye Meri khushi ka andaaza Lagana mushkil tha Par iske aage jo hua Woh batana bhi mushkil hai Usne mera haath Haatho me lekar kaha Yeh to janam janmo Ka bandhan hai Phir mujhe yaad aaya Woh saawan ka mausam Woh poonam ki raat Yeh to raksha bandhan hai! ---------- - Chahat Watch these SECRET PHOTOS captured after a WILD PARTY. http://www.JokesDuniya.com |
|
#2
|
|||
|
|||
|
nice words chahat..
.....Magar Shayari yuheen karr lete hai, Jeena toh tha naahin, .....Magar yuheen zindagi ko jee lete hain !! Indian political discussion forum
|