![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Bayzaar
Tujh tak nahiN pahuNchati ab meray dard ki sadaa Dil hai badhawaas ki aakhir kya hua Tu hi mujhay bataa yeh insaaf kya hua Kiska tha gunaah aur kisko mili saza Bahut roya,tarpa,hua bahut bayzaar dil Toonay magar kaha ab gham maiN din guzaar dil Makhsoos meray liayay thay woh teray jo ahsaas Halaat ki aaNdhi maiN shayad rehay na teray paas Ab kisi umeed pay "Sagar" na tu thahar Is aNdhayri raat ki shayad na ho sehar ----------------------- |
|
#2
|
|||
|
|||
|
[QUOTE=Brijinder]Bayzaar
Tujh tak nahiN pahuNchati ab meray dard ki sadaa Dil hai badhawaas ki aakhir kya hua Tu hi mujhay bataa yeh insaaf kya hua Kiska tha gunaah aur kisko mili saza Bahut roya,tarpa,hua bahut bayzaar dil Toonay magar kaha ab gham maiN din guzaar dil Makhsoos meray liayay thay woh teray jo ahsaas Halaat ki aaNdhi maiN shayad rehay na teray paas Ab kisi umeed pay "Sagar" na tu thahar Is aNdhayri raat ki shayad na ho sehar.. |
|
#3
|
|||
|
|||
|
Matlab ki hai dunia yahan kuon kisi ka hota hai , Dhouka bhi wahi dete hai jin pe bharosa hota hai
|
|
#4
|
|||
|
|||
|
پلیز کوئی فرینڈ مجھے یہ بتائے کہ پوسٹ میں پکچر کیسے ایڈ کرتے ہیں۔میں فورم میں بلکُل نئی ہوں اور مجھے پتہ نہیں ہے۔تھینکس
|
|
#5
|
|||
|
|||
|
I am sorry that i can not read arabic script.Plz reply in roman.
Regards brijinder |