![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
tanhai mein khat aus ne mera padha hoga
dil aus ka bhala kaboo mein kaise raha hoga jab sakhyon ne ause majboor kya hoga tab sarmake naam aus ne mera liya hoga jab ratoon ko yaadon ki purwai chali hogi aus ke dil-e-nazuk mein tufaan uttha hoga ek awara shayer kehtein hai jise IMTIAZ akhsar tumhe apne khawaboon mein mila hoga |
|
#2
|
|||
|
|||
|
Na jane kyun is jahan me aisa hota hai
Khushi jise mile wo hi rota hai Umar bhar sath na nibha sake jo Na jane kyun pyar usi se hota hai ![]() |
|
#3
|
|||
|
|||
|
sab kuch zindagi main milla nahi karta ,
kanton ke bina gulab bhi khilla nahi karta , ke maut se batar hai bewafai ka zakham, magar yeh aashiq hi hai jo gilla nahi karta....... By SPS |
|
#4
|
|||
|
|||
|
Quote:
Yaar rona dhona ban kar tumhare liye ye sher hai,bas isi pe chalo. ``aaj phir kisi ka hone ko chahata hai ye dil ``badi muskilon se sambhla hai phir bhekne ko chahata hai ye dil |