![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Yeh lamhe tum bin na gujare jaye
Tum saath ho warna hum kidhar jaye Waqt ki ret par yaado ke nishan hai yeh loatti lehere kahi na mitta jaye Anjaan shakl lekar yu jo dhakil hue kahi tasvir bankar na simat jaye Yu to bahoot milenge safar mein magar tum sa koi ho yeh mumkin to nahi yah lamha, yeh safar adhura sa hai Aankho mein ashko ko hawa na de jaye thamlo is lamhe mein mujhe..ki.. saath tumhare har lamha jina chate hai Yeh lamhe tum bin na gujare jaye Tum saath ho warna hum kidhar jaye |