![]() |
|
|
#1
|
||||
|
||||
|
tumhe main chaand bhi nahi keh sakta
kyonki suna hai chaand me to daag hota hai tumhe main suraj bhi nahi keh sakta kyonki suraj me to bahut taap hota hai tumhe main barkha ka baadal bhi nahi keh sakta kyonki baadal to bahut kala hota hai tumhe main dharaa bhi nahi keh sakta kyonki dharaa to khud bahut pyaasi hoti hai tumhe main samudr bhi nahi keh sakta kyonki samudr to khud khara hota hai tumhe main sona bhi nahi keh sakta kyonki sona to ghamand ka prateek hota hai tumhe main kis nam se pukaarun kis se tulna karun shayad tum iss {gareeb} ki koi kalpna ho mere shabdon me dhali koi {geetika} ho iss dil se nikle jazbaat ho or kuchh nahi bas kuchh nahi or kuchh nahi |