![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Main usey kaisey akela chor don is rah mein
Saath jo chalta raha majburiyon kay baad bhii Bann kay khushboo rach gaya hay yon mere ehsas mein Duur ho paya nahin woh duuriyon kay baad bhii Rafta rafta usko bhii ye duniya raas aa gaye Muskura kay wo mila hay ranjishon kay baad bhii Faaslay kab kam huey hain rabton kay baad bhii "AJNABI" thay "AJNABI" hain muhabbaton k baad bhii..... Pakeezqi mera husn |