![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Mera haal-e-dil kuch aisa hai k koi bata nehi skta,
suntay hein log per koi suna nehi skta Hawaoon pay likha hai mein ne qissa apni hayat ka kay koi lakh chahe b to mitaa nehi skta har ek ki tamanna hai k phoolon pay guzray zindgi per raah main paray kantoon ko koi hata nahi skta dil mein dukh samoo k kab tak hanstay raho ge aankhon mein aisay aansowoon ko koi chupa nehi skta lakh chahe in mast mailon mein gum ho jaye magar beetay howe lamhoon ko koi bhulla nehi skta koi rooth jaye tum say to mana lena kay jaane walon ko koi wapis bula nehi skta her rooshan cheez ko paa lainay ki aarzo na kar kay sooraj nikalta hai per uski taraf koi aankh utha nehi skta samander ki lehroon pay likhte hein hum unka naam kay koi aag laga b day per jala nehi skta Pakeezqi mera husn |
|
#2
|
|||
|
|||
|
tooooo good keep going,
hum labon se keh na paye hale dil unse kabhi, woh samjhe nahi yeh khamoshi kya cheez hai. |