![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
unki her ek ada ke hum kayal ho gaye,
unki tirchi nazar se jo hum ghayal ho gaye assaliyat jani jab humne ki nazar he tirchi hai unki to laga aisa sadma ki hum pagal ho gaye ---------------------- hasi nahi aye...to ek joke suno....ek tha sardar......ayi na hasi... |
|
#2
|
|||
|
|||
|
ek baar hum train main safar kar rahe the
safar main hum kuch gunguna rahe the , samne wali seat pe hamari baithi thi ek sundar ladki , jise dekh ke hamari bhi tabiyar bhadki , tab wo nikal ke khane lagi khana , uski khubsurti pe hamne ga diya ek romantic gana , tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam, sun ke hamari gana wo hamare paass aayi ,thodi muskurai , hum bhi muskura diye , usne kaha aapne to bahut aaccha gaya gana, kal meri sadi hai BHAIYA aap jarror aana kyoon ki bhai ko hai to rasme bahen ki sadi ka hai nibahana . |
|
#3
|
|||
|
|||
|
这是新加的空白文章15,可以在ubb可视化编辑器中,添加和修改文章内容。
|
|
#4
|
||||
|
||||
|
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,, Woh Gharoob Ho Gaya Main Ne Chand Se Pyaar Kya To, Woh Badlon Main Chup Gaya Main Ne Pani Se Pyaar Kya To, Woh Beh Gaya Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To, Woh Pighal Gaya Main Ne Barish Se Pyaar Kya To, Woh Baras K Thum Gaya Main Ne Aag Se Pyaar Kya To, Woh Bujh Gai Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To, Woh Murjha Gaya Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To, Wo Toot Gaya Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To, Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay Or Jab..Main Ne Insaan’on Se Pyaar Kya To, Woh Be-Wafa Niklay |
|
#5
|
||||
|
||||
|
Kya leke aye they,
Kya lekar jaoge, Mujhe SMS na karke, Zalim kitne Paise Bachaoge! |