![]() |
|
|
#1
|
||||
|
||||
|
Humare nikaltein hi college main aa gayi bahar
Ek nahi ladkiyan aayi chaar Jab kismet hi ho G**** Kya kare bechaara Pandu Priyanka, Purvi, Puja, Pushpa ne admission liya Jab Pandu bechara insti chor kar chal diya Vichar aaya "Train gayi bhaad main Hum to fas chale P4 Ke pyaar main" Lambe baal, Nasheeli Aankhe, Nazuk badan, Gulaabhi hoonth Kheele inse, doobh jaaye inmain,Chooye usse, Choome unko roz Kamsin kaliyon ko humne ek ek kar propose kiya Allah jaane kyon sabne humara dil tod diya. Ek boli aur to sab thik hai lekin tu thoda chota hai Hum bole "Dil ko dekh yaar, Size se bhala kya hota hai" Doosari boli main to hoon goori aur tu hai saawala Hey Bhagwaan! aaise ladki ke liye kyon jagaayi tune dil main bhaawana Teesari boli "Pyaar to main bhi tujhse karti hoon Lekin apne baap se zara darti hoon" Hum bole, "Woh kya humse pyaar karegi Zamane se jo bin wajah daregi" Bin kuch soche humne chauthi ko propose kar diya Ek Chaanta usne humare mooh par jad diya Baap ki ek ek factory ka naam usne bataaya Gareebi ka usne humari bahutmazaak udaaya Ladkiyon ko paisa udaane ke liye banaayaa Usdin hume yeh samajh main aaya Ab to itna paisa kamaaunga Usko ussi ke baap ke saamne apni factoryion ke naam ginaaunga Soodh samet uske tamaache ka badla chukaaunga Uske baap ko khareed naukar apna banaunga Pyaar mohobaat yeh sab dhooka hai "Paisa kama Beta", Yehi apna hota है A product of Billionaire's Hub |