banta singh -
05-26-2008, 03:01 PM
Ek bar ek sardar goa ke beach par aaram kar raha tha itne mein ek angrez aakar sardar se pochata hai sardarji are you rela***g sardar jawab deta hai no i am banta singh wo angrez chala jata hai phir se aur ek angrez aata hai aur wohe sawal pochata hai sardarji are you rela***g sardar phir se wohe jawab deta hai no i am banta singh ...........sardar kaheta hai ke yaar ye se jana padega nahi to ye log aise he pareshan karenge sardar waha se uth kar dusare jagah dhoonta hai itne mei ek aur sardar waha par aaram karta hua is sardar ku dekata hai aur ye sardar yus ke pass jata hai aur same question pochata hai sardarji are are you rela***g singh aur wo sardar ku english aate thi aur wo kaheta hai yes i am rela***g ................sardar yusku slap marta hai aur kaheta hai ke oyee saaalee jab se tujhe log waha par dhoon rahe hai =))
|