![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
na dost hai koi na yaar hai mera
logou sun lo na koi dil dar hai mera us bewafa ka kya kehna jo chod ke chala sare wadau qasmau ko wo tod ke chala dosti ki azmat ko jhinjod ke chala bich rah me zinda dargor kar ke chala kehta tha dosti apni hai samandar ki si gehri aj usi samandar me hum ko duba ke chala wo yaar mera yaari ko badnam kar chala wafa ke naam par sab kuch neelam kar chala ishqia (it is not personally related but just a creation) |
|
#2
|
|||
|
|||
|
loug kahte hain k larkiyan zindagi hoti hain moat nahi
mar wo nadan kia jane k dhoka b zindagi daiti hai moat nahi |
|
#3
|
|||
|
|||
|
wah wah... bahut khub..
zindagi dhoka hai aur zindagi hi fareb phir bhi usi se muhabbat hai aur usi se umeed ishqia |