![]() |
|
|
#1
|
|||
|
|||
|
Tere Jaaney K Baad Usi Ne Mujhey Sahara Diya, Yoon To Bahut Dost Baney Magar Na Jaaney Kyon Meiney Usi Ka Saath Diya. Tu To Mujhey Beech Zindgi Ki Rahaa Mein Chod Gayi, Kya Bataoon Tujhey Ki Tu Kya Pichey Chod Gayi ! Pahley Darta Thaa Mein Us Say Milney Se Bhi, Darta Tha Ki Kahin Us Say Mujhey Pyaar Na Ho Jaye ! Magar Kambakht Yeh Dil Hey, Kya Karein Kisi Na Kisi Ko Apney Saath Rakhna Chaata Heey Hey ! Kal Raat Baat Nikali Zindgi Ki Us Say To Tumhara Bhi Zikar Ho Hee Gaya !Abh Sochta Hoon Ki Jab Usey Bhi Tumhara Naam Maalum Hey To Tumhey Bhi Us Say Milwa Hee Doon ! Woh Kuch Aeisee Si Hey, Ki Woh Bhut Pyaari Si Hey! Saari Baatein Badey Hee Pyaar Say Woh Merin Sunti Hey ! Magar Na Jaaney Kyon Itna Saath Rehti Hey MereY Phir Bhi Mujhe Say Kuch Kehti Nahin! Kuch Na Kuch Sochti Hee Rehti Hey ! Uska Naam Abhi Bhi Mujhey Achey Say Yaad Nahin! Magar Apney App Ko Woh Shayad TANHAYI Kehti Hey ! |
|
#2
|
|||
|
|||
|
wah wah bahut khub
bhaii ap ki suspense ki ada mujhe bha gai dil ne kaha wah sath hathau ne bhi taali bajai bhai aap ne apne aap ko sincere lover kaha hai,maine nazam ko padhte hue kaha ye kaha ka sincere lover hua ke ek ke jaate hi dusri ka hath tham liya.lekin baad me pata chala ke aapne apni tanhai se pyar liya. ishqia |
|
#3
|
|||
|
|||
|
Hamari Jindagi Aap ki amanat hai
Jab chaho ise ajma lo ye aapki hifajat hai tanhai mein akele jene ki chah nahi hai ye to aapki mohabbat hai sochta hoon kaise chup rahoon tumhare bina ye aada bhi apki ibadat hai |
|
#4
|
|||
|
|||
|
Dosti hum se karke ek baar dekh to lo
har kisi se meri pehchan kar to lo aaj hai hum tumhare samne soch to lo kabhi waqt aaye to muskra ke saath to do |
|
#5
|
|||
|
|||
|
Raat baki hai abhi jane ko
bhoot kuch baki hai abhi ajmane ko kaho to kah doon aap se ji machal raha hai kuch batane ko tumahari baate to baate hai abhi jindagi ke safar mei aur bhi raate hai socho agar koi ho jindagi mein hum safar jindagi bhar ki raat mulakate hai |